-
چلیے ایک آسان مسلے کے ساتھ شرو کرتیں ہیں
-
-
to ye hai aik sawaal/masla.
-
umeed hai kay, agar aap ko samajh aa gai hai kay hum nai pichli video mein kya kia,
-
aap ko kuch hud tak samajh aa gai ho gi kay ab hum kya karnay waalay hein.
-
mein is ko aur parwaan charhanay wala hoon.
-
aakhri video mein
-
Meray khayal sei hum nai aik chaar-hindson walay number ko eik-adad walay number say zarb di thi
-
Chalein panch-hindson waalay number istamal karnay tak jaatay hein.
-
chaunsath hazar teen sau untees kartay hein
-
ko eik achay say number say jaisa kay
-
char say zarab detain hain
-
mein aap ko abhi dikhata hoon
-
kay hum akhari video wala tareeqa hi istamal karain gay.
-
Akhari video say thora sa lamba hai
-
bataiye kay char zarab nau kia hota hai
-
char zarab nau hota hai chatees
-
sahee? athara zarb do
-
Haan, chatees.
-
to hum chai ko yahan neechay likhtay hain, teen ko upar lay jatay hain
-
bus teen ko upar lay jain, phir aap ko char zarab do milta hai
-
chaar zarb do.
-
Aur unhein teen jamaa karna paray ga.
-
tau mujhe sirf wo wahan likhnay deejiyay.
-
jamaa teen barabar hai-----app ko zarb pehlay karna ho ga.
-
laikin aap ko sirf yeh pata hona chahiyey kay aap nei zarb pehlai dena hai.
-
tau phir chaar zarb do hai aath.
-
jamaa teen hai gyaran kay barabar.