Return to Video

Partial Quotient Division

  • 0:00 - 0:02
    yadi aap jananaa chahen ki
  • 0:02 - 0:05
    yadi aap 1388 ko 16 se bhag dhen to uska jawab kya ho ga?
  • 0:05 - 0:08
    sabse pahale main chahunga ki
  • 0:08 - 0:14
    ek sadharan tarika kya hai or uske baad dekhia ek aur tarika jo ki takriban sahi uttar deta hai
  • 0:14 - 0:18
    pahle aisa lage ga ki 1 ko 16 sey vibhag nahi kar sakte
  • 0:18 - 0:21
    phir aap ek sthan age badhen. phir bhi 13 ko 16 se vibhag nahin kar sakte
  • 0:21 - 0:25
    to aap agey badhen aur ab hai aap ke paas 138
  • 0:25 - 0:29
    aap sochen ki 138 ka vibhag 16 sey sambhav hai, par kitani baar?
  • 0:29 - 0:35
    pahle dekhte hain kya 9 bar?
  • 0:35 - 0:49
    dahni ore dekhia 16 nama ? 6 nama hai 54 aur 1 nama hai 9
  • 0:49 - 0:57
    5 jodhne sey, 9 aur 5 hota hai 14.
    ye to hogaya 140! joki 138 is jada hai
  • 0:57 - 1:01
    lagata hai 9 bar nahi 8 bar sey theek ho
  • 1:01 - 1:05
    hum likhte hain 8 . ab dekhen theek hai?
  • 1:05 - 1:09
    aage jaane sey pahle dekhte hain kya 8 theek hai
  • 1:09 - 1:17
    8 chakke 48 aur 8 ekkam 8. 4 jodne is banata hai 12.
  • 1:17 - 1:26
    To 16 atthe 128. ab 138 me sey 128 ghata sakte hain
  • 1:26 - 1:30
    8 me sey 8 bacha 0. 3 me sey 2 bacha 1. phir 1 or 1 baraber hain
  • 1:30 - 1:34
    ab ghatane sey bacha 10, lakin abhi 8 baki hai
  • 1:34 - 1:37
    8 ko neche lane sey 10 ban gaya 108.
    phir sey doharaiya
  • 1:37 - 1:40
    ab isko saaf kar dete hain.
    kitni bar
  • 1:40 - 1:46
    16 jata hai 108 me? lagata hai 8 bar nahi
  • 1:46 - 1:51
    kyonki 16 atthe hota hai 128. ho sakta hai 7 bar
  • 1:51 - 2:04
    dekhte hain 16 satte kya hota hai. 6 satte 42 aur 1 satte 7.
    7 me jodia 4 to hota hai 11. ye bana 112
  • 2:04 - 2:09
    112 bhi jyada hai. ab dekhte hain 6 bar. alag dekhte hain
  • 2:09 - 2:14
    yahan dekhyia. 6 sabse bada hai
  • 2:14 - 2:22
    6 kitni bar jata hai 108 me? 6 chakke 36.
  • 2:22 - 2:30
    6 ekkam 6 aur 3 jodne is banata hai 9
  • 2:30 - 2:36
    ab 8 me sey ghataia 6 to bacha 2. ab 10 me se ghataia 9
    to bacha 1.
Title:
Partial Quotient Division
Description:

An alternate to traditional long division

more » « less
Video Language:
English
Duration:
08:27
Jay Lal edited Hindi subtitles for Partial Quotient Division
Jay Lal edited Hindi subtitles for Partial Quotient Division
Jay Lal added a translation

Hindi subtitles

Incomplete

Revisions