internet hamen swatantra deta hai apne doston se baat karne ki, kalakari karne ki, vyapar shuru karne ki, apni sarkar ke khilaf bolne ki, puri tarah bina kisi bandhan ke ye koi istefak nahin hai internat ka design ek khuli charcha se mila jo ki pure vishv ke vaygyanik aur yantravettaon ne diya isliye koi upar se dabav nahin thi tha isse tala lagane ka ya rok tham karne ka lekin ab ek sarkar jo ki kuch deshon ke jut hone se bani hai ismain hastakshep kar rahi hai aur ek naya sthan banana chahti hai jo ki internet ka bhavishya nirdharit karegi isse International Telecommunication Union (or ITU). kaha jata hai aur is december main duniya ki sarkaren milkar faisala karengi ki yeh anivarya ho aur sabhi zarroari faisle kare net ke bare main ITU ek khatara paida kar sakati hai on-line swatantr bolne par isliye pehle iske baren main shuru se jane internet par kisi ka adhikar nahin hai yeh ek jal hai jo ki bohot sare chote-bade computer ke jal se bana hai. aur koi bhi ismain naya hissa bana sakata hai kuch aur computer ko jod kar internet jin niyam par adharit tha wo ek khule vartalap ke dwara praprt hua kisi ek sarkar ya company ko dhayan main rakh kar nahin banaya gaya lekin ab milen ITU se sabse pehle to ye bohot purana hai